Mana ki vo meri sbkuch thi or m uska kuch ni...
par kaash!!!Vo bhi toh kbi mujhe is najareye se dekh pati

mana ki vo mujhe sad dekh kar kabi gale se na lgati
par kaash !!! Mujhe sad dekh kar ek chota sa joke toh sunati ..

Mana ki vo mujhe apna BF na banati ....
par kaash!!!BF na sahi apna best friend toh banati

Mana ki vo mere saath kabhi ghumne na jati
par kaash!!! ek baar milne toh zarur aati

Mana ki vo mujhse hass kar baat na kr pati ...
par kaash!!! ek baar mujhpe todha gussa hi kr jati

Mana ki vo apni life me bahut buzy h ......
par kassh!!! kabhi whatsapp ya facebook par ek msg hi kar jati

Mana ki vo mujhse kbi pyar na kar pati....
par kassh!!! sapne me hi sahi ek baar haa toh bol jati

Mana ki usse mere hone ka ehsaas na tha...
par kaash!!! jate-jate ek choti se smile toh de jati

mana ki mujhme usse bolne ki himmt na thi ....
par kaash!!! kabhi vo bi toh mere ishara samjh pati

mana ki vo aaj bhi apni zindagi me bahut khus hogi...
par kaash!!!kya pta kabhi na kabhi aaj bhi mujhe yaad toh karti hogi

mana ki vo apne BF ko na chhod pati ......
par kaash mujhe uska backup tho banati

par kaash mujhe uska backup tho banati

mana ki meri hi nahi bahuto ki kahani aisi hi h
par kaash!!! Meri na sahi kisi ki toh puri ho jati

No comments:
Post a Comment